Roman script

koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar

bhayi bahan ki suno kahani bhayi ki kismat tej

bhayi ko has ke dulhniya bahan se mange dhaje 

hay main mar gayi ram hay main mar gayi ram 

duniya ke bajar main bikta ek naari ka pyar 

koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar 

koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar 

bibi ghar main bhakti aur sewa ki jyot jlaye

babu ser kre duniya ki gair se nain ladaye 

hay main mar gayi hay main mar gayi 

kabhi din hai yaha kabhi hai waha 

hay mardo ka jutha pyar 

koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar 

ma bechari sab ke aanshu apne aankh mein laye 

ye marji olad ki chaye ya thukaraye

hay main mar gayi ram hay main mar gayi ram 

mati main giri hai wo kliya duniya ka hai jo shringar

koi meri sune aurat na bane ye to mardo ka hai sansar

Explore this song