Roman script

koi mousam ho tere rang mein thal jaunga 

main koi vakt nahi hun jo badal jaunga 

maine mana tu ghata hai magar itna na baras 

main bhi dariya hun kinare se ubal jaunga 

main bhi dariya hun kinare se ubal jaunga 

main koi vakt nahi hun jo badal jaunga 

koi mousam ho tere rang mein thal jaunga 

main tere hanth ki rekha hun mujhe goaur se pad 

kam hui teri mohabbat to badal jaunga 

kam hui teri mohabbat to badal jaunga 

main koi vakt nahi hun jo badal jaunga 

koi mousam ho tere rang mein thal jaunga 

roj aaya na karo usne kaha hai rasid 

roj aaya na karo usne kaha hai rasid 

aaj sadko pe bhatak lun vahan gal jaunga 

aaj sadko pe bhatak lun vahan gal jaunga 

main koi vakt nahi hun jo badal jaunga 

koi mousam ho tere rang mein thal jaunga

Explore this song