Roman script

koi ladka kisi ladki se koi ladka kisi ladki se 

jab akale me milta hai to kya hota hai

kabhi takrar kabhi pyaar kabhi inkaar kabhi ijhar

koi ladki kisi ladke se koi ladki kisi ladke se 

jab akale me milti hai to kya hota hai

kabhi takrar kabhi pyaar kabhi inkaar kabhi ijhar

dil dhadkta hai nigahe chaar hoti hai

ye khataye to sanam so bar hoti hai

dil dhadkta hai nigehe chaar hoti hai

ye khataye to sanam so bar hoti hai

bekhudi chha gai ho gaya kya asar

kab kaha kho gaye do jawa bekhabar

aashiq purana dil hai deewana

sodayi bato ko mane na

koi ladki kisi ladke se koi ladki kisi ladke se 

jab akale me milti hai to kya hota hai

kabhi takrar kabhi pyaar kabhi inkaar kabhi ishar

hai teri khusbo tere ikrar ka mausam

aa gaya dilbar tere didaar ka mausam

hai teri khusbo tere ikrar ka mausam

aa gaya dilbar tere didaar ka mausam

kya hasseen hai sama mai jara jhoom lu

hai yahi aarzo lab tere chum lu

kya hai khumari kya bekrari

chahat ki pyaas koi jaane na 

koi ladka kisi ladki se  koi ladka kisi ladki se 

jab akale me milta hai to kya hota hai

kabhi takrar kabhi pyaar kabhi inkaar kabhi izhaar

Explore this song