Roman script

koi kya kare o koi kya kare 
chalte chalte jab kisi mod par rasta rok le 
ye hawaye do dishaye ye hawaye do dishaye 
koi kya kare 
chalte chalte jab kisi mod par rasta rok le 
ye hawaye do dishaye ye hawaye do dishaye 
aadami kitna majbur hai 
aadami kitna majbur hai
jindagi ek dastur hai 
manjile samne hai magar 
rasta kis kadar dur hai 
koi kya kare 
bas bin soche jab koi chal pade 
kya pata kis taraf 
le jaye do dishaye le jaye do dishaye

Song details

Song video

Watch on YouTube