Roman script

dil mein gum lab pe fariyaad hai 

dil mein gum lab pe fariyaad hai 

pyaar ki bebasi yaad hai

jindagi ek janjeer hai 

mar gaya jo wo aajaad hai

koi kya kare, milte milte jab ye kar de 

judaai bewafai kare, ye wafayein do dishaaye

koi kya kare 

chalte chalte jab kisi mod par rasta rok le 

yeh hawayen do dishayen 

yeh hawayen do dishaye

Explore this song