Roman script

mara gaya mara gaya koi bechara mara gaya

arey kon mara gaya oye hoye hoye 

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

ladka jawan ladki jawan dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

kaha dono mile kaise mile ho kaha aankh ladi kaise ladi 

kaha tir chale kaise chale oo kaha bat badi kaise badi 

chhupi chhupi toba re toba chori chori haye re haye 

kaha bandhi gaya re gaya prem dori 

aankho aankho me jud gaya tanka pada kaise kaha dil pe daka

bolo ji bolo ye bhed kholo kaise ye sab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan dono mile to gajab ho gaya

jaha pyar ki ye bat chhupe 

kahi jake kahi raz khule ho jaha pyar me koi yaar mile 

wahi dekh ke ye log jale yaha waha bat chali 

baba re baba shor macha gayi re gayi

gali gali chhora chhori pe hoke latu

huya sabki nazar me nikhatu

chhora chhori pe hoke latu huya sabki nazar me nikhatu 

do dil mile to yu hangama besbab ho gaya 

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya 

kahi koi jale jalta rahe koi kuch bhi kahe kahta rahe

yaha tera mera sath rahe yahi pyar yahi bat rahe  

tune mujhe kya mana sajan haye re haye

maine tujhe mana oye oye dulhan

gayi re gayi kahi sabit na ho parit jhuti

aayi dene gawahi anguthi

kahi sabit na ho parit jhuti aayi dene gawahi anguthi

ungali pakad ke bahe pakad li kisa gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

arey ladka jawan ladki jawan dono mile to gajab ho gaya

koi kunwara mara gaya ye mazara kaise kab ho gaya

mara gaya mara gaya koi kunwara mara gaya

Explore this song