Roman script

koi khaab mein roz aata hain

mujhe pyaar se bulata hain

koi khaab mein roz aata hain

mujhe pyaar se bulata hain

nahin janu main ke wo kaun hain

yu lagta hain ke wo mera

deewana hain ha deewana hain

deewana hain ha deewana hain

koi khaab mein roz aata hain

mujhe pyaar se bulata hain

koi khaab mein roz aata hain

mujhe pyaar se bulata hain

nahin janu main ke wo kaun hain

yu lagta hain ke wo mera

deewana hain ha deewana hain

deewana hain ha deewana hain

dekhu use to sharmau main

na dekhu use to tadap jaau main

ha dekhu use to sharmau main

na dekhu use to tadap jaau main

ye kya hain ada, ae dil tu bata

yu lagta hain tu bhi jara

deewana hain ha deewana hain

deewana hain ha deewana hain

mujhse yahan sab pareshan hain

magar haale dil se anjaan hain

ha mujhse yahan sab pareshan hain

magar haale dil se anjaan hain

mile jab kabhi to puchhe sabhi

ye kiske liye dil tera

deewana hain ha deewana hain

deewana hain ha deewana hain

deewana hain deewana hain

deewana hain deewana hain

deewana hain deewana hain

deewana hain deewana hain

Explore this song