Roman script

koi khanjar se koi talwar se mara gaya

koi khanjar se koi talwar se mara gaya

aur koi aankho ke tirche vaar se mara gaya

ha apni marni ka sabab yaro magar kuch aur tha

naam ab kis kis ka le vo katilo ka daur tha

hame to maar diya

hame to maar diya kasti topi walo ne

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame to maar diya kasti topi walone

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

churi chali par chalai magar chalai mohabbat se

khilona jaan ke khele sabhi ki ijzat se

khilona jaan ke khele sabhi ki ijzat se

chada hua tha nasha itna jhuthi takat ka

kiya na kaam koi bhul kar sarafat se

hawa ke gode ye kuch dino sanwar huye

gire to sabki najar me jalilo haar huye

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

gariba kaam ko vo sabj baag dikhlaye

ke roti kapde ka hargij khyal na aaye

ke roti kapde ka hargij khyal na aaye

tasaliyo se garibo ka pet bharte rahe

aur apne chamcho ko din raat halve khilaye

jo ristedar unko bade plat diye

rahim aur raam ko jhopdo allot kiye

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame bhi khane ko do waqt toda mil jata

jamin kanpati ya aasaman hil jata

jamin kanpati ya aasaman hil jata

kaho amiro ki baho me aag lag jati

kisi garib ke jo dil ka gumcha khil jata

kisi garib ke jo dil ka gumcha khil jata

khuda jo roje qayamate hisab mangega

har ek sawal ka sacha jawab mangega

jo maal bej diya hai videshi banko me

kaha hai rakhi hui vo kitab mangega

kaha hai rakhi hui vo kitab mangega

ye kursi wale gunaho ke bhoj ke maro

khuda ke samne bolenge kya ye hatyare

to do jahan ka malik ye faisala dega

ye jo jakhi hai jahanum me daal do sare

ye jo jakhi hai jahanum me daal do sare

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

hame to maar diya kasti topi walo ne

juthi mutti bato ne tedhi medhi chalo ne

Explore this song