Roman script

koi jugnu na aaya khelta hansta andhere mein 

koi jugnu na aaya khelta hansta andhere mein 

main kitni der tak main kitni der tak 

baitha raha tanha andhere mein 

koi jugnu 

tumhare sath kyun sulagi tumhare ghar ki diware 

tumhare sath kyun sulagi tumhare ghar ki diware 

bujha do roshni phir sochate rahna andhere mein 

main kitni der tak main kitni der tak 

baitha raha tanha andhere mein 

koi jugnu 

agara andar ki thodi roshni bahar na aa jati 

agara andar ki thodi roshni bahar na aa jati 

main apne aap se takra gaya hota andhere mein 

main kitni der tak main kitni der tak 

baitha raha tanha andhere mein 

koi jugnu 

agar khud jal gaya hota to shayad subah ho jati 

agar khud jal gaya hota to shayad subah ho jati 

main suraj ki doa mangane baitha andhere mein 

main kitni der tak 

baitha raha tanha andhere mein 

koi jugnu na aaya khelta hansta andhere mein 

main kitni der tak main kitni der tak 

baitha raha tanha andhere mein 

koi jugnu

Explore this song