Roman script

koi jab dard ka mara kabhi

aasu bahata hai

koi jab dard ka mara kabhi

aasu bahata hai

jamane se khuda samjhe

jamana muskurata hai

jamane se khuda samjhe

jamana muskurata hai

hamesha se yahi hota hai

is duniya ki mahfil me

tamasha dekhne wala

tamasha banke aata hai

jamane se khuda samjhe

jamana muskurata hai

jise dekha usi ne dil dukhaya

is jamane me 

yahi hamne to dekha hai

jaha tak yad aata hai

jamane se khuda samjhe

jamana muskurata hai

Explore this song