Roman script

koi jab dard ka mara kabhi aansu bahata hai

zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai

ha hmesha se yahi hota hai is duniya ki mehfil me

tamasha dekhne wala tamasha ban ke aata hai

tamasha dekhne wala tamasha ban ke aata hai

zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai

jise dekha usi ne dil dukhaya is zamane me

yahi humne to dekha jaha tak yaad aata hai

yahi humne to dekha jaha tak yaad aata hai

zamane se khuda kam hai zamana muskurata hai

Explore this song