Roman script

ga re ga man aaj yahi

tere din ab badal gaye

rah na udaas, ho na niraash

sang me tere gaaye aakaash

ga re ga man aaj yahi

tere din ab badal gaye

rah na udaas, ho na niraash

sang me tere gaaye aakaash

ga re ga man aaj yahi

jiwan deti hai ma, ganga maiya si hai ma

jiwan deti hai ma, ganga maiya si hai ma

vo hi prtipaal, dharam ki rakhwaal

dharti ki mamta hai vishwaas

vo hi prtipaal, dharam ki rakhwaal

dharti ki mamta hai vishwaas

ga re ga man aaj yahi

tu hi amreet hai ma, jag ko nit deti hai sukh ma

tu hi amreet hai ma, jag ko nit deti hai sukh ma

jag me agar ma na milti tum

jag me agar ma na milti tum

kaun mere man me karta niwaas

ga re ga man aaj yahi

prem jyoti hai ma, tu hi puja ki devi hai ma

prem jyoti hai ma, tu hi puja ki devi hai ma

mile mujhe baar baar, madhur madhur ma ka pyaar

ma se bujhi hai mere man ki ye pyaas

mile mujhe baar baar, madhur madhur ma ka pyaar

ma se bujhi hai mere man ki ye pyaas

ga re ga man aaj yahi

aadi ant me tu hai, ma nyaay me neki me tu hai

aadi ant me tu hai, ma nyaay me neki me tu hai

jisne diya hai pyaar, aas ki jo bahar

mili aaj aisi mahashakti

jisne diya hai pyaar, aas ki jo bahar

mili aaj aisi mahashakti

ga re ga man aaj yahi

tere din ab badal gaye

rah na udaas, ho na niraash

sang me tere gaaye aakaash

ga re ga man aaj yahi

Explore this song