Roman script

koi dil ka ban gya mehman kyo 
koi dil ka ban gya mehman kyo 
aaj apna bna gya anjana kyo 
koi dil ka ban gya mehman kyo 
unko jo kahna tha wo to kaha gye 
rah gye ham hi kaleja tham kyo 
unka masti se nazar dekhna 
unka masti se nazar dekhna 
mar gya meri usi ke jaam se 
rah gye ham hi kaleja tham kyo 
koi dil ka ban gya mehman kyo 
haale dil unse pahle ??
ru bru unke rhen na kam kyo 
koi dil ka ban gya mehman kyo

Song details

Song video

Watch on YouTube