Roman script

koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na

chhod de baiya balamwa na na na

koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na

chhod de baiya balamwa na na na

dekho ji yo na yu betaab dekho

jane do jane do mera rasta na roko

dekho ji yo na yu betaab dekho

jane do jane do mera rasta na roko

aadhi ratiya soya zamana

aur ye tera humko satana

laaj ke maare pade humko kahin mar jana na na

chhod de baiya balamwa na na na

koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na

chhod de baiya balamwa na na na

maan ja saiya na karta ja ishare

khidki se dekhe na kahin chanda sitare

maan ja saiya na karta ja ishare

khidki se dekhe na kahin chanda sitare

aadhi ratiya soya zamana

aur ye tera humko satana

aisi baato ka bana daale koi afsana na na

chhod de baiya balamwa na na na

koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na

chhod de baiya balamwa na na na

aaungi phir piya bandi hu tori

uljhi hai dil se yu tere naino ki dori

aaungi phir piya bandi hu tori

uljhi hai dil se yu tere naino ki dori

aadhi ratiya soya zamana

aur ye tera humko satana

yu na ho bechain 

milenge kal balam ghabrana na na

chhod de baiya balamwa na na na

koi dekhe to kahe tujhko kahin diwana na na

chhod de baiya balamwa na na na

Explore this song