Roman script

koi atka huaa hain pal shayad 

koi atka huaa hain pal shayad 

waqt me pad gaya hain bal shayad

waqt me pad gaya hain bal shayad

koi atka huaa hain pal shayad 

shayad shayad shayad 

aa rahi hain jo chaaf kadmo ki 

aa rahi hain jo chaaf kadmo ki 

aa rahi hain jo chaaf kadmo ki 

khil rahe hain kahin kaval shayad 

khil rahe hain kahin kaval shayad 

waqt me pad gaya hain bal shayad

koi atka huaa hain pal shayad 

shayad shayad shayad 

dil agar hain to dard bhi hoga 

dil agar hain to dard bhi hoga 

dil agar hain to dard bhi hoga 

iska koi nahi hai hal shayad 

iska koi nahi hai hal shayad 

waqt me pad gaya hain bal shayad

koi atka huaa hain pal shayad 

shayad shayad shayad 

raakh ko bhi khured kar dekho 

raakh ko bhi khured kar dekho 

raakh ko bhi khured kar dekho 

abhi jalta ho koi pal shayad 

abhi jalta ho koi pal shayad 

waqt me pad gaya hain bal shayad

koi atka huaa hain pal shayad 

shayad shayad shayad

Explore this song