Roman script

koi albela mastana 
ban ban ke diwana, gaya mujhko bana 
koi kare ab na bahane 
ek dil pahchane, ek dil ki jaba
koi albela mastana 
chhedo na hame, na satao 
tumse hame pyaar nahi hain 
chhedo na hame, na satao 
tumse hame pyaar nahi hain 
sunte hain yu hi ulfat me 
nikle hain nahi se bhi haa 
ha koi albela mastana 
ban ban ke diwana, gaya mujhko bana 
koi kare ab na bahane 
kin sapno me gum chalte ho 
jaise koi mauj sharabi 
kin sapno me gum chalte ho 
jaise koi mauj sharabi 
jin sapno me tum ho samaye 
main wahi mera pyaar jaha 
aa koi albela mastana 
ban ban ke diwana, gaya mujhko bana 
koi kare ab na bahane 
ek dil pahchane, ek dil ki jaba

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar