Roman script

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

ye makhsus diwangi hai humari

ye makhsus diwangi hai humari

kai baar roye kai baar hanskar

kai baar roye kai baar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

humi hain tumhare tapsum ke malik

humi hain tumhare tapsum ke malik

kahi aur dekha khabardar hanskar

kahi aur dekha khabardar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

tumhi ne banaya tumhi ne bigada

tumhi ne banaya tumhi ne bigada

kisi din karlo ye ikraar hanskar

kisi din karlo ye ikraar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

ise bhi mushibat ka ahsaan samjho

ise bhi mushibat ka ahsaan samjho

mushibat mili bhi to har bar haskar

mushibat mili bhi to har bar haskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

kisi ne ki himmat kaha lootne ki

kisi ne ki himmat kaha lootne ki

humi ne lutaya hai gharbar haskar

humi ne lutaya hai gharbar haskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kiye jao nafrat ka inzhaar hanskar

kabhi to karoge hame pyaar hanskar

Explore this song