Roman script

kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
tu musfir hai duniya hai musfir khana
tu musfir hai duniya hai musfir khana
yaha din raat laga rehta hai aana jana
yaha din raat laga rehta hai aana jana
ek ne aakar basera liya aur ek chala
ek ne aakar basera liya aur ek chala
kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
kiye ja sabka bhala 
sanjh dam barne ye jivan ka savera hoga 
sanjh dam barne ye jivan ka savera hoga
yahi kehta hai ujala ke andhera hoga
yahi kehta hai ujala ke andhera hoga
bas dhala dekh koi aan me suraj ye dhala
bas dhala dekh koi aan me suraj ye dhala
kiye ja sabka bhala kiye ja sabka bhala
kiye ja sabka bhala

Song details

Song video

Watch on YouTube