Roman script

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah 

badha ke pyas meri us ne hath chhod diya 

wo kar raha tha muravvat bhi dillagi ke tarah 

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

kise khabar thi badegi kuch aur tarikhi

kise khabar thi badegi kuch aur tarikhi

mila hai humse wo kisi badli me chandni ki tarah

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

kabhi na socha tha hum ne qtil us ke liye 

karega hum pe sitam wo bhi har kisi ke tarah 

karega hum pe sitam wo bhi har kisi ke tarah 

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

wo aashna bhi mila hum se ajnabi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah 

kiya hai pyar jise humne zindagi ke tarah

Explore this song