Roman script

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

ye halki halki bundiya ye bhigi bhigi mastiya

ab dil raha ke lut gaya kisi ko hosh hai kaha

jab kisi pe aa gaya khudi ko kaun rokta

khudi ko kaun rokta khudi ko kaun rokta

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

ye badalo ke kafile sarir or manchale

hai kiski inko just ju idhar udhar kaha chale

hamare sath sath hai ye pyar ki talash me

ye pyar ki talash me ye pyar ki talash me

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

hawa bhi sokh ho gayi tumhari julf ko chum ke

bhatak rahe hai dil kayi na gao jhum jhum ke

agar na ho ye dhadkane to jindagi ka kya maja

to jindagi ka kya maja to jindagi ka kya maja

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

kiya hai dilruba pyar bhi kabhi ha tumse ho gaya ji abhi abhi

Explore this song