Roman script

kitni anjani surte lekar lab pe 

jane se nam aate hain

kisko malum tha mohabbat me 

aise makam aate hain

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jagi-jagi aankho ke sapno me

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

jamuna kinare kabhi jamuna kinare kabhi

bhigi-bhigi choli me

sanware ke sang kabhi sanware ke sang kabhi 

gopiyon ki toli me

kaha kaha puchha hai kaha-kaha dhundha hai

kaha dekha hai tumhe

jagi-jagi aankho ke sapno me

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

ravi ke kinare jahan hir ki saheliya

puchhti hain roj wahi pyar ki paheliya

jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

nil ke kinare kabhi sham ke ujale me

jhulekha pukara hai tumko khayalo me

janey kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe

Explore this song