Roman script

kitne rang aate jate hai aapke do rukhsaro par

are kitne rang aate jate hai aapke do rukhsaro par

ek haya ka rang gulabi, dhup chadi kohsaaro par

kitne rang aate jate hai aapke do rukhsaro par

har ek ada masum hai, har ek ada meharba

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

raat ki baat hai baat hai mere khwab ki

aadhi rat ko ha jara jara sa halka, jara jara chalka

aasma pe rat ko half tha ya pura chand tha

aadhi rat ko ha jara jara sa halka, jara jara chalka

kitne rang aate jate hai aapke do rukhsaro par

har ek ada masum hai, har ek ada meharba

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

kisko hosh hai hosh hai kisko ishk me 

dil madhosh hai, re bade aankh kahi re badhe paw kahi

madhoshi me hosh hai aap hai mere samne 

are mujhko tham lo jara, re pade hath kahi se pade paw kahi

are kitne rang aate jate hai aapke do rukhsaro par

har ek ada masum hai, har ek ada meharba

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

meharbaniya hay meharbaniya

aji meharbaniya badi meharbaniya

Explore this song