Roman script

kitne dipak teri yaado ke jalaye maine

saikdo geet tere pyar ke gaaye maine

ab koi geet na gaane ki

kasam khata hu

ab koi geet na gaane ki

kasam khata hu

ab koi geet na gaane ki

kasam khata hu

jajba-e-dil ko kabhi aabad

na hone dunga

is fasane ka ab anjam

na hone dunga

apni khatir tujhe badnam

na hone dunga

khud har iljam uthane ki

kasam khata hu

khud har iljam uthane ki

kasam khata hu

aaj phir tujhko bhulane ki

kasam khata hu

jikar-e-bedar ye furkat na karunga tujhse

ye nahi hai ke mohabbat na karunga tujhse

ha kisi gham ki shikayat na karunga tujhse

teri mehfil me na aane ki

kasam khata hu

teri mehfil me na aane ki

kasam khata hu

aaj phir tujhko bhulane ki

kasam khata hu

Explore this song