Roman script

kitne andekhe rang

choota hai mera mann

choota hai mera mann,

in naye rangon ko ungliyon se

aankhein moondein jo hum

lagta udne lage

lagta udne lage leke 

par hum haseen titliyon se

hum badle se hain, ya nasha sa hai

kya hua hai ,na pata

zara zara humse peeche

hone laga ye jahaan

zara zara khudse neeche

hone laga aasman

kaise zara humse peeche

hone laga ye jahaan

zara zara khudse neeche

hone laga aasman

kaise zara humse peeche

hone laga ye jahaan

zara zara khudse neeche

hone laga aasman

saanson ka aana jaana hai zindagi

hame na hai bitaani 

ke ye zindgani poorani si rasm ho

har din ko aise jina hai tootke

aise jeena hai

lamha dar lamha phir 

lamha har lamha bhi jashn ho

ye aazadiyan bha rahi dil ko

kya hua hai na pata

zara zara humse peeche

hone laga ye jahaan

zara zara khudse neeche

hone laga aasman

kaise zara humse peeche

hone laga ye jahaan

zara zara khudse neeche

hone laga aasman….

Explore this song