Roman script

kitna pyara ye chehra

kitna pyara ye chehra ye meri sajani hai

kitna pyara ye chehra

kitna pyara ye chehra ye mera sajan hai

ek muddat se tu dil me samayi hai aaj magar tu mere ghar aayi hai

ek muddat se tu dil me samayi hai aaj magar tu mere ghar aayi hai

chhod ake ab mujhe janam kahin tu jana na

kitna pyara ye chehra ye meri sajani hai

apna banaya tune ehsan tera, banake tu rehna sajan mera

apna banaya tune ehsan tera, banake tu rehna sajan mera

kya kahun main tujhe ye dil huwa tera diwana

kitna pyara ye chehra ye mera sajan hai

Explore this song