Roman script

aaja aaja, aaja aaja 

aaja aa ja, aaja aaja, aaja aaja

kitne saawan baras gaye 

mere pyaase naina taras gaye

kitne saawan baras gaye 

mere pyaase naina taras gaye

mere man mein birha ka geet 

ban gayi aag, aaya na tu

jaane ke baad, jaane ke baad

jaane ke baad, jaane ke baad

aaja aaja, aaja aaja

main hu teri prem kahaani

main hu teri prem kahaani

ik tuti tasveer puraani 

ik tuti tasveer puraani 

aankhon mein gham, hontho pe dum

dil barbaad, aaya na tu

jaane ke baad, jaane ke baad

jaane ke baad, jaane ke baad

Explore this song