Roman script

kaha se layi ho janeman ye 

kitabi chehra gulabi aankhe

kaha se layi ho janeman ye 

kitabi chehra gulabi ankhe

kabhi bhi jinka nasha na utre 

yahi to hai wo sarabi aankhe

kaha se layi ho janeman ye 

ye kitabi chehra gulabi aankhe

kabhi bhi jinka nasha na utre 

yahi to hai wo sharabi aankhe

kaha se layi ho janeman 

yahi wo aankhe hai jinke moti

chamak rahe hai samundro me 

yahi wo chehra hai pujte hai

yahi wo chehra hai pujte hai 

jise pujari bhi mandiro me

chaman me karti hai roj 

sabnam kali kali se tumhari bate

kabhi bhi jinka nasha na utre 

yahi to hai wo sharabi aankhe

kaha se layi ho janeman 

najar ye kahti hai tumse milkar

kabhi na tumse najar hatau 

tumhari surat hi samne ho

tumhari surat hi samne ho 

tumhi ko bas dekhta hi jau

yuhi gujaru mai jindagi ke 

tamam din or tamam rate

kabhi bhi jinka nasha na utre 

yahi to hai wo sharabi aankhe

kaha se layi ho janeman ye  

kitabi chehra gulabi aankhe

kabhi bhi jinka nasha na utre 

yahi to hai wo sharabi aankhe

kaha se layi ho janeman

Explore this song