Roman script

kit ho nand kumar 
kit ho nand kumar 
dhundat sab sansar 
kit ho nand kumar 
koyal mor papiha maina 
dhundat tum ko sab ke naina 
nisdin kart pukar 
kit ho nand kumar 
dhundat sab sansar 
kit ho nand kumar 
tum bin hrdy kamal hai vyakul 
tum bin naino ki jamuna aakul 
tum bin hrdy kamal hai vyakul 
tum bin naino ki jamuna aakul 
prano me peer abaam
kit ho nand kumar 
dhundat sab sansar 
kit ho nand kumar 
shyam chupe man ke madhuvan me 
nar naari ke madhur milan me 
shyam chupe man ke madhuvan me 
nar naari ke madhur milan me 
jit hai hrdy hamar ut hai nand kumar

Song details