Roman script

is dil ki sunaau
sunana nahi, aadat meri
haal mat puchh mera
dekh le surat meri 
na suno mere naal hain dard bhare ji 
na suno mere naal hain dard bhare 
dard bhare dard bhare, dard bhare dard bhare 
na suno mere naal hain dard bhare 
kahne ko to kah de kisse gham 
ae hmdame-e-dil majbur hain ham 
kahne ko to kah de kisse gham 
ae hamdame-e-dil majbur hain ham 
ho jaye na dil ke jakhm hare 
ho jaye na dil ke jakhm hare 
na suno mere naal hain dard bhare ji 
na suno mere naal hain dard bhare 
kahne ko to kah de kisse gham 
ae hmdame-e-dil majbur hain ham 
kahne ko to kah de kisse gham 
ae hamdame-e-dil majbur hain ham 
ho jaye na dil ke jakhm hare 
ho jaye na dil ke jakhm hare 
na suno mere naal hain dard bhare ji 
na suno mere naal hain dard bhare 
rone ka fasana kya kahiye 
hans dega jamana kya kahiye ji 
hans dega jamana kya kahiye
rone ka fasana kya kahiye 
hans dega jamana kya kahiye ji 
hans dega jamana kya kahiye
mar mar ke jiye ji 
ji ke mare ji, ji ke mare 
na suno mere naal hain dard bhare ji 
na suno mere naal hain dard bhare 
kis dil se kahu nashaad hun main 
kis muh se kahu barbaad hu main
kis dil se kahu nashaad hun main 
kis muh se kahu barbaad hu main
ab kaun kisi se shikwa kare 
ab kaun kisi se shikwa kare 
na suno mere naal hain dard bhare ji 
na suno mere naal hain dard bhare

Song details

Song video

Watch on YouTube