Roman script

kissa hai kahani hai 

yaado ki rawaani hai 

baate hai fariyade hai 

jaane ye kaisi raate hai 

bhul kar saari baate pas aao

jinda hai jindgi aa jee le jara

labjo mein jod nahi ban jaye ek sada

is aasmaan tale nayi kahani likhe

fasana hai sunana hai bin tere na rahna

khushiyo ki jo nishani hai 

ek lagan jo purani hai

aarju yahi rahe ke paas aao

jinda hai jindgi aa jee le jara

labjo mein jod nahi ban jaye ek sada

is aasmaan tale nayi kahani likhe

teri meri kahaniyo ke rang hai hajaar

ek rang mein dhal gaye to ho jaye bahar

jinda hai jindgi aa jee le jara

labjo mein jod nahi ban jaye ek sada

is aasmaan tale nayi kahani likhe

jinda hai jindgi aa jee le jara

labjo mein jod nahi ban jaye ek sada

is aasmaan tale nayi kahani likhe

Explore this song