Roman script

kismat ne likha hai kya

hathon ki lakeeron mein

kya aks nazar aaye

kal ki tasveero mein

insaan ki rona hain

bebas zanzeero mein

milta hain jo hai woh

likha takdeeron mein.

Explore this song