Roman script

kismat likhne wale par zara bas jo chale hamara

apne hisse me likhle hum sara pyar tumhara

tum pyar ka suraj ho roshan hai dil hamara

hum khich ke chale aaye akasrshan hai tumhara

ek nur tumhara hai ek pyar tumhara hai

dono ke siwa janam dunia me or kya hai

kismat likhne wale par zara bas jo chale hamara

apne hisse me likhle hum sara pyar tumhara

dil jeet liya hai wafa se priyatam tere kya kahne

tum saji ho sundarta se sadgun ke gahne pahne

ye tera jamana hai ye teri jawani hai

har premi ke lab par apni ye prem kahani hai

kismat likhne wale par zara bas jo chale hamara

apne hisse me likhle hum sara pyar tumhara

Explore this song