Roman script

kismat ki jeb me 

ho kismat ki jeb me angutha nasib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

kismat ki jeb me angutha nasib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

makkhan khane se mere dant hil jate hai

makkhan khane se mere dant hil jate hai

makhmal pe chale to ye paav chhil jate hai 

aamdani hai sifar par makhmal kaha se laye

aao sadak par baithe thandi hawa hi khaye

zindagi tera mera

zindagi tera mera rishta karib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

kismat ki jeb me angutha nasib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

sari duniya ke baap ghar ko chalate hai 

sari duniya ke baap ghar ko chalate hai 

takdir walo ke bache unhe khilate hai 

jab beti hai kamau beti meri beti 

jab beti hai kamau hath paav kyu chalau

mufat ka maal mile to pasina kyu bahau

kudrat ka hai ye

kudrat ka hai ye karishma ajib sa

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

kismat ki jeb me angutha nasib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

kismat ki jeb me angutha nasib ka

padh padh ke fail hota hai londa garib ka

Explore this song