Roman script

kismat ke khel tu khel khiladi

kismat ke khel tu khel khiladi

daav laga josh me

rahna magar hosh me

duniya kahe na anadi

o kismat ke khel tu khel khiladi

kismat ke khel tu khel khiladi

zindagi ki karwate kaanto pe liye ja

aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja 

zindagi ki karwate kaanto pe liye ja

aaya hai duniya me to kuch naam kiye ja 

daav laga josh me

rahna magar hosh me

daav laga josh me

rahna magar hosh me

duniya kahe na anadi

o kismat ke khel tu khel khiladi

jeet kabhi haar bane, haar kabhi jeet 

daanv laga zindagi ka

khel ki ye reet

daav laga josh me

rahna magar hosh me

daav laga josh me

rahna magar hosh me

duniya kahe na anadi

o kismat ke khel tu khel khiladi

tu kisi se kam nahi, majbur nahi hai

manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai

tu kisi se kam nahi, majbur nahi hai

manzil bhi kaamyabi ki ab dur nahi hai

daav laga josh me

rahna magar hosh me

daav laga josh me

rahna magar hosh me

duniya kahe na anadi

o kismat ke khel tu khel khiladi

kismat ke khel tu khel khiladi

daav laga josh me

rahna magar hosh me

daav laga josh me

rahna magar hosh me

duniya kahe na anadi

o kismat ke khel tu khel khiladi

kismat ke khel tu khel khiladi

Explore this song