Roman script

kisko haal sunaun
kisko haal sunaun
tum ruth gaye girdhari 
o tum ruth gaye girdhari 
kisko haal sunaun
mata ka sang chhut gaya hai 
mata ka sang chhut gaya hai 
chota sa man tut gaya hai 
chota sa man tut gaya hai 
man ke tukde tumko pukare 
man ke tukde tumko pukare 
suno fariyad hamari 
suno fariyad hamari 
kisko haal sunaun
kisko haal sunaun
tum ruth gaye girdhari 
o tum ruth gaye girdhari 
kisko haal sunaun
duniya hanse man rone laga 
duniya hanse man rone laga 
gwale yahi insaf hai tera 
gwale yahi insaf hai tera 
o mandir mein rahne wale 
o mandir mein rahne wale 
lut gayi kutiya hamari 
lut gayi kutiya hamari 
kisko haal sunaun
kisko haal sunaun
tum ruth gaye girdhari 
o tum ruth gaye girdhari 
kisko haal sunaun

Song details

Song video

Watch on YouTube