Roman script

are kisko chahu aur kisko na chahu

kisko chahu kisko na chahu

har surat hai pyar ke kabil

kahi dhadakta nahi mera dil 

jane kaha hai meri manzil 

mujhe kisi ka intzaar hai

mujhe kisi ka intzaar hai 

ye bhi hasi hai wo bhi jawa hai 

kis kis ka didaar karu

ye diwana dil to kisi par

aaye usi se pyar karu

dil ne badha di aur bhi mushkil

kahi dhadkta nahi mera dil 

jane kaha hai meri manzil

mujhe kisi ka intzaar hai

mujhe kisi ka intzaar hai 

kisko chahu kisko na chahu

har surat hai pyar ke kabil

kahi dhadakta nahi mera dil 

jane kaha hai meri manzil 

mujhe kisi ka intzaar hai

mujhe kisi ka intzaar hai 

aur to sab kuch inme hai lekin

meri mohabbat inme nahi

haye jisko nigahe dhundti hai 

wo chand si surat inme nahi 

jisko dekho wahi hai kaatil

kahi dhadkta nahi mera dil 

jane kaha hai meri manzil

mujhe kisi ka intzaar hai

mujhe kisi ka intzaar hai 

kisko chahu kisko na chahu

har surat hai pyar ke kabil

kahi dhadakta nahi mera dil 

jane kaha hai meri manzil 

mujhe kisi ka intzaar hai

Explore this song