Roman script

kiski yad sataye balam kiski yad sataye 

kiski yad sataye balam kiski yad sataye 

o balam o sajan kiski yad sataye 

roj teri roj teri nindo me aakar 

roj teri nindo me aakar 

sapno me chhup jaye 

sapna dekhe aankhe akeli 

sapna dekhe aankhe akeli 

ab ji ko tarsaye 

o balam o sajan kiski yad sataye 

kiski yad sataye balam kiski yad sataye

kiski yaad staye balam

ke mujar se bandh diye hai 

ke mujar se bandh diye hai

kitne pankh sirahane 

kitne pankh sirahane 

kis papan ki yad piya ko 

kis papan ki yad piya ko 

ginwati hai taare 

kiski yad sataye o ji kaun tujhe tadpaye 

haye kaun tujhe tadpaye 

kiski yad sataye balam kiski yad sataye 

kiski yad sataye balam kiski yad sataye 

o balam o sajan kiski yad sataye

Explore this song