Roman script

kiske shaano pe wo ashko ko bahaata hoga

baad me re wo kahan sham bitaata hoga 

jiski ankhon me sada chand raha karta tha 

kaun se dilse charaabo ko jalaata hoga 

kiske shaano pe wo ashko ko bahaata hoga

log jab puchte honge mere baare me to phir 

kaise kaise wo bahaane naa banaata hoga

kiske shaano pe wo ashko ko bahaata hoga

jisne suraj ke siva kuch nahi dekha usko

raasta kaun andhero me dikhata hoga 

kiske shaano pe wo ashko ko bahaata hoga

baad me re wo kahan sham bitaata hoga 

kiske shaano pe wo ashko ko bahaata hoga

Explore this song