Roman script

man me kaisa ye toofan jaga 

kiske naino ka ye baan laga 

mai kaha kho gayi 

bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara 

hoo aaj mujhko sambhalo jara

aaj mujhko sambhalo jara

nain sharma ke jhukne lage hai 

ohh nain sharma ke jhukne lage hai 

paav ghabra ke rukne lage hai 

paav ghabra ke rukne lage hai 

ohh aisi to pehle baat nahi thi 

khel koi hua hai naya 

man me kaisa ye toofan jaga 

kiske naino ka ye baan laga 

mai kaha kho gayi 

bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara

hoo aaj mujhko sambhalo jara

aaj mujhko sambhalo jara

aaj patthar ka hriday bhi dhole 

hoo  aaj patthar ka hriday bhi dhole 

ek tumne hi naina na khole 

ek tumne hi naina na khole 

dekho jara to palke uda ke 

dekho jara to palke uda ke 

leke aayi hun aankho me kya 

man me kaisa ye toofan jaga 

kiske naino ka ye baan laga 

mai kaha kho gayi 

bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara 

hoo aaj mujhko sambhalo jara

aaj mujhko sambhalo jara

meri balo me kaliya saja do 

meri balo me kaliya saja do 

aaj mujhko dulahniya bana do 

aaj mujhko dulahniya bana do 

kano me meri baaje sehnai 

kano me meri baaje sehnai 

jane kaisa ye jadu hua 

man me kaisa ye toofan jaga 

kiske naino ka ye baan laga 

mai kaha kho gayi 

bawari ho gayi aaj mujhko sambhalo jara 

hoo aaj mujhko sambhalo jara

aaj mujhko sambhalo jara

Explore this song