Roman script

dil me tadap nas nas me chuban janjaal mera kya puchhe 

surat meri dekh sakhi ab hal mera kya puchhe

kisi se jab pyar huya phir kya huya

kisi se jab pyar huya yu laga koi kanta jigar ke par huya

yu laga koi kanta jigar ke par huya

bairi hath na aaye ye chubta hi jaye

ke haye mai mar gayi kisi se jab pyar huya yu laga 

koi kanta jigar ke par huya

uska bhi kya dosh ke mai hu 

aisi hi khatti mithi sath baras ka bhudha 

bhi dekh bazaye siti mar gayi

shehar ka ye rang huya shehar ka ye rang huya

mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya

mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya koi ungli marode 

hath koi tode ke mai mar gayi shehar ka ye rang huya

mai jidhar ja nikli vo ladka dang huya

tan ke sina lakh chalu par bat kahu ek sachi

arey sunke sakhi phir tu bhi mujhe

chahe kah le akal ki kachhi vo to ho hi

dekho na kya kar gayi mai dekho na kya kar gayi mai

jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai

ha jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai

lut gayi matwali mai gajra wali ke haye mai mar gayi

dekho na kya kar gayi mai dekho na kya kar gayi mai

dekho na kya kar gayi mai

jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai

jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai

jisko dekh ek jina usipe mar gayi mai

Explore this song