Roman script

kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

koi dil pe agar chha jaye to kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

mujhko julfo ke saye me so jane do sanam

mujhko julfo ke saye me so jane do sanam

ho raha hai jo dil me, ho jane do sanam

ho raha hai jo dil me, ho jane do sanam

baat dil ki dil me rah jaye, to fir kya hota hai

baat dil ki dil me rah jaye, to fir kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

kya manjur hai khuda ko batao to jara

kya manjur hai khuda ko batao to jara

jaan jaogi, baho me aa jao to jara

jaan jaogi, baho me aa jao to jara

koi jo baaho me aa jaye, to fir kya hota hai

koi jo baaho me aa jaye, to fir kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

wahi hota hai jo manjure khuda hota hai

Explore this song