Roman script

kisi ne nazar se nazar jab mila di
kisi ne nazar se nazar 
kisi ne nazar se nazar jab mila di
meri zindagi ha ha meri zindagi
jhum kar muskara di meri zindagi
zuba se to hum kuch na bole the
lekin, kuch na bole the lekin
nigaho ne dil ki kahani suna di
nigaho ne dil ki
nigaho ne dil ki kahani suna di
kisi ne nazar se nazar jab mila di
kisi ne nazar se 
ha har ek sans masti me dubi huyi hai
khuda janta kisne kaise pila di 
khuda janta kisne 
khuda janta kisne kaise pila di 
meri zindagi jhum kar muskara di meri zindagi
meri taza duniya pe rang aa gaya hai
meri taza duniya pe rang aa gaya hai
kisi ne khayalo ki mehfil saza di
kisi ne khayalo ki 
kisi ne khayalo ki mehfil saza di
kisi ne nazar se nazar jab mila di
kisi ne nazar se

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Talat Mahmood, Asha Bhosle