Roman script

kisi ne mera naam likha, naam mere paigam likha

pyar likha inkaar likha, yeh dil gaya woh gaya

jane mujhe kya ho gaya divana dil yeh kho gaya

jane mujhe kya ho gaya

kisi ne mera naam likha, naam mere paigam likha

pyar likha inkaar likha, yeh dil gaya woh gaya

jane mujhe kya ho gaya divana dil yeh kho gaya

jane mujhe kya ho gaya

dil tera kyu rutha hai, chain kisne luta hai

hamko bhi toh bata kaun hai woh kya karti hai

tujhko kaisi lagti hai hamko bhi toh bata

ha uska chehra dekhne ko chand din me jagta hai

usaki aisi ada

jane mujhe kya ho gaya divana dil yeh kho gaya

jane mujhe kya ho gaya

abb yeh dil judne ko hai, raj bhi khulne ko hai

aayega abb maja, dil tujhko yar kaha

ya sorry sweet heart kaha, ab chalega pata

hey usane mujhko yar kaha hai, ek nahi sau bar kaha hai

woh bhi rato ko jagti hai, usne din ko sham kaha hai

woh karegi wafa

ha mujhe pyar ho gaya divana dil yeh kho gaya

ha mujhe pyar ho gaya

kisi ne mera naam likha, naam mere paigam likha

pyar likha inkaar likha, yeh dil gaya woh gaya

ha mujhe pyar ho gaya, ha mujhe pyar ho gaya

Explore this song