Roman script

kisi ne ishq waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
ki inki dosti se to hain, inki dushmani achchi 
ki inki dosti se to hain, inki dushmani achchi 
kisi ne husn waalo 
kisi ne husn waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
kisi ne husn waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
na inki dosti achchi, na inki dushmani achchi
na inki dosti achchi, na inki dushmani achchi 
kisi ne husn waalo ke liye 
aa aa aa aa bade masum ban ke 
bade masum ban ke, ye nigahe chaar karte hain 
nigahe chaar karte hain, ye gar vyvhaar karten hain 
ye tarif hain inki, yhi tarif hain inki 
o ye le lete hain uske jaan, jise ye pyaar karte ahin 
ye le lete hain uske jaan, jise ye pyaar karte ahin 
jise ye pyaar karte ahin , jise ye pyaar karte ahin 
lagi inki nigaho ki 
lagi inki nigaho ki, nahi hoti kabhi achchi 
lagi inki nigaho ki, nahi todi kabhi achchi 
na inki dosti aachchi, na inka dushmani achchi 
kisi ne ishq waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
kisi ne ishq waalo ke liye
aa aa aa aa bja iljaam inka hay 
bja iljaam inka, ham kaha inkar karte hain 
milake aankh lekin ham 
milake aankh lekin, kya bhala sarkaar karten hain 
ki inke chahane wale, na jeete hain na marte hain
o kuchh aisa haal unka, ye hanshi dildaar karten hain 
o kuchh aisa haal unka, ye hanshi dildaar karten hain
hanshi dildaar karten hain, hanshi dildaar karten hain
aji inse sakht saahab salamat 
sahab salamat, dur ki achchi 
aji inse sakht saahab salamat, dur ki achchi
na inki dosti achchi, na inki dushmani achchi  
kisi ne husn waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
kisi ne husn waalo ke liye
aa aa aa aa 
ye pahle to vafadari se, daaman thaam lete hain 
hamara naam sau sau baar, subaho shaam lete hain 
magar fir jab koi nadan, inse pyaar kar baithe 
ho to aksar bevafai se hi, ye to kaam lete hain 
to aksar bevafai se hi, ye to kaam lete hain 
ye to kaam lete hain,  kaam lete hain
na hote ye to, ye duniya 
to ye duniya, aji hoti badi achchi 
naa hote ye to ye duniya, aji hoti badi achchi 
ki inki dosti se to hain inki dushmani achchi
kisi ne ishq waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
kisi ne ishq waalo ke liye 
aa aa aa aa wafa ye aap karten hain 
wafa ye aap karten hain, hamara naam lete hain 
bade chalak hain ye
bad echalak hain ye to, kaha iljaam lete hain
kahe ham aur kya tauba, kare iljaam lete hain 
ho khuda ko bhul jaate hain, jo inka naam lete hain 
khuda ko bhul jaten hain, jo inka naam lete hain 
jo inka naam lete hain, jo inka naam lete hain
ye sach hain ki nahi hoti 
nahi hoti hontho, ki  bandagi achchi 
ye sach hain ki nahi hoti, hontho ki bandagi achchi 
na inki dosti achchi, na inki dushmani achchi 
na inki dosti achchi, na inki dushmani achchi 
kisi ne husn waalo ke liye, kaisi kahi achchi 
kisi ne husn waalo ke liye, kaisi kahi achchi

Song details

Song video

Watch on YouTube