Roman script
kisi ne humse kiya hai, jabse wo ek wada haye na puchho dil ne kiya hai, kya kya hansi irada haye kaise suhane sapne saze hai, dil ki dagar me tare bichhe hai aage kya ho ye hai kisko pata kisi ne humse kiya hai, jabse wo ek wada haye na puchho dil ne kiya hai, kya kya hansi irada haye meri nazar jab unse ladegi, halchal si kuch dil me padegi pehle zara ruk ruk ke chalungi, bad me ek dam khul ke milungi aisa karungi waisa karungi aur na jane kya kya karungi tum hi socho zara kisi ne humse kiya hai, jabse wo ek wada haye na puchho dil ne kiya hai, kya kya hansi irada haye aakhir mujhe kyu wo dil milaya, pyar hi hai to kyu bulaya ijjat meri ab har dil me hogi, chahat meri har mehfil me hogi waisi hu mai bhi jaisi wo chahe, bekar me dil dhadke kahe sab ye bharam hai mera kisi ne humse kiya hai, jabse wo ek wada haye na puchho dil ne kiya hai, kya kya hansi irada haye kaise suhane sapne saze hai, dil ki dagar me tare bichhe hai aage kya ho ye hai kisko pata kisi ne humse kiya hai, jabse wo ek wada haye na puchho dil ne kiya hai, kya kya hansi irada haye kaise suhane sapne saze hai, dil ki dagar me tare bichhe hai aage kya ho ye hai kisko pata
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Jaanam Samjha Karo (1999)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Salman Khan
- Actor: Urmila Matondkar
- Actor: Monica Bedi
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Jaspal Bhatti
- Actor: Bindu
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Shammi Kapoor
- Actor: Asha Sharma
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Grusha Kapoor
- Actor: Rohini Hattangadi
Song video
actor: Salman Khan, Urmila Matondkar