Roman script

kisi ko kya khabar 
jo aajkal mujhpe gujarti hai
kisi ki aas jo karta hu 
wo dil me hi marti hai 
kisi ko kya khabar 
mere dil me gamo ne ye 
is tarah nastar chubhoye hai 
meri har aarzoo haye meri har aarzoo 
aankho ki surat ne badal di hai 
kisi ki aas jo karta hai wo 
dil me hi marti hai 
kisi ko kya khabar 
gila ussey nahi jisko 
mai dil se pyar karta hu 
ye kismat hai jo haatho se mere 
damen ko bharti hai 
kisi ki aas jo karat hai wo 
dil me hi marti hai 
kisi ko kya khabar 
gujarta ja raha hai 
zindagi ka karwa mera 
ye kisi ki yaad hai 
jo dhul bankar ab bhi udti hai 
kisi ko kya khabar jo aajkal 
mujhpe gujarti hai 
kisi ko kya khabar

Song details

Song video

Watch on YouTube