Roman script

kisi ko khona kisi ko pana kisi ko khona kisi ko pana

ye khel kitna pyara hai kisi ko khona kisi ko pana

ye khel kitna pyara hai mil gaya mil gaya dhunde jisko dil

chor pakda gaya chor pakda gaya 

kisi ko khona kisi ko pana ye khel kitna pyara hai

kisi ko khona kisi ko pana ye khel kitna pyara hai

mil gaya mil gaya dhunde jisko dil chor pakda gaya chor

pakda gaya 

saikdo jatan se tum to mile kyu nahi laga lu chum le gale

saikdo jatan se tum to mile kyu nahi laga lu chum le gale

kitna khush hai dekho aaj dil chor pakda gaya chor pakda gaya 

roz mummy tum sang khelenge hum kabhi papa ko saath na lenge

roz mummy tum sang khelenge hum kabhi papa ko sath na lenge

tum hi sang ab lagta hai ye dil chor pakda gaya chor pakda gaya 

sath mai bhi khelta par kya karu pyar se bhi tumko  chu nahi pau

khush raho tum pyaro mere bina dukh diya jo maine maf kar dena

kya kahu kitna roye mera dilchor pakda gaya chor pakda gaya

Explore this song