Roman script

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

jo yaad sabko rahe jo yaad sabko rahe

aisa kaam kar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

jaha bhi chhune lage dil ki dhadakne koi

jaha bhi chhune lage dil ki dhadakne koi

samjh ke manjil jana wahi thahar jaye

samjh ke manjil jana wahi thahar jaye

jo yaad sabko rahe jo yaad sabko rahe

aisa kaam kar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

teri talas mein aaye hai tere dar tak

teri talas mein aaye hai tere dar tak

najar bhi tu naa milaye to ham kidhar jaye

najar bhi tu naa milaye to ham kidhar jaye

jo yaad sabko rahe jo yaad sabko rahe

aisa kaam kar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

rahenge ham to teri aankh mein tere dil mein

rahenge ham to teri aankh mein tere dil mein

jaha mein ham na kahi ye ghar jaye

jaha mein ham na kahi ye ghar jaye

jo yaad sabko rahe jo yaad sabko rahe

aisa kaam kar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

kisi ko apna bana le kisi pe mar jaye

Explore this song