Roman script

kisi ki yaad kisi ko aayi

kisi ki yaad kisi ko aayi

mujhko to maalum nahi hai

ulfat ke afsaane

yaad kisi ki chhalkaaye kyu

aankho ke paimaane

ye kaise baat sunaai

ye kaise baat sunaai

kisi ki yaad kisi ko aai

kisi ki yaad kisi ko aai

kyu dil ka raaj chhupati ho

jab dil ka chor pakadta hai

duniya to ab jaan gayi

jo do dil ka afsana hai

teri yaad yaha tak laai

teri yaad yaha tak laai

kisi ki yaad kisi ko aai

kisi ki yaad kisi ko aai

jo muh se baat nikalti hai

vo afsana ban jaati hai

Explore this song