Roman script

kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai 

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai 

kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai 

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai 

akele safar zindagi ka ho aese 

ki shamshan me shama jalti jo jaise 

akele safar zindagi ka ho aese 

ki shamshan me shama jalti jo jaise 

yeh jeena to jeene me shamil nahi hai

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai

kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai 

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai 

abhi waqt hai apni bigdi bana lu 

kisi ki tamanna ko dil me basa lu   

abhi waqt hai apni bigdi bana lu 

kisi ki tamanna ko dil me basa lu   

wafa tum ho kya uski manzil nahi hai 

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai

kisi ki nazar ka jo ghayal nahi hai 

wo kahene ko dil hai magar dil nahi hai

Explore this song